Lyrics of song

Kabhi Ha Ha Hote Hote

yeh bhi kya maje ki yaaro baat hain
jaha kai jaaye ek raaz hain
kabhi kabhi jo na socha ho gaya
milte milte kahi kutch kho gaya
yahi dil apna hairaan hua
(kabhi ha ha hote hote na hua
kabhi na na hote hote ha hua) – 2

maano hamari yaar karna nahi tu pyar
pyar hawao ka yeh jhonka hain
khushiya mana hazaar gam bhi hain beshumaar
jo jo na socha yaha hota hain
(kabhi ha ha hote hote na hua
kabhi na na hote hote ha hua) – 2

baat hain seedi saadhi sun le deewane abhi
phir tu na kehna kabhi kaha nahi
pyar hain dhoka nahi phir bhi bharosa nahi
kutch bhi hota hain kabhi pata nahi
kisi mode pe aake aaisa hua
(kabhi ha ha hote hote na hua
kabhi na na hote hote ha hua) – 2

yeh bhi kya maje ki yaaro baat hain
jaha kai jaaye raaz hain
kabhi kahi socha na woh ho gaa
(kabhi ha ha hote hote na hua
kabhi na na hote hote ha hua) – 2

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *