Lyrics of song

Tere Bina Jeena Nahi

tere bina jina nahi jina nahi saathiya – 2
aye hasina nazneena tu hain kaha
tere bina jina nahi jina nahi saathiya – 2
aye hasina nazneena tu hain kaha
tere bina jina nahi jina nahi saathiya – 2

mehki fizayen thandi hawaaye tujhko bula rahi hain
chahat mein teri kaliya chaman ki raahein saja rahi hain
jaane jaana kutch batana tu hain kaha
tere bina jina nahi jina nahi saathiya – 2
aye hasina nazneena tu hain kaha

in wadiyon mein dil ki sadayein gunji hain is tarah se
chahat ka naam likha hua ho sadiyo se jis tarah se
yu satao na ab toh aa na tu hain kaha
tere bina jina nahi jina nahi saathiya – 2
aye hasina nazneena tu hain kaha
tere bina jina nahi jina nahi saathiya
tere bina jeena nahi…
hmmm….
sathiya ….

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *