Lyrics of song

Kabhi sochta hoon ke main

Kabhi sochta hoon ke main kuch kahun
Kabhi sochta hoon ke main chup rahun

Aadmi jo kehta hai, aadmi jo sunta hai
Zindagibhar woh satayen peecha karti hain
Aadmi jo kehta hai, aadmi jo sunta hai
Zindagibhar woh satayen peecha karti hain
Aadmi jo deta hai, aadmi jo leta hai
Zindagibhar woh dooaayen peecha karti hain

Koi bhi ho, har khwab, to sachha nahin hota
Koi bhi ho, har khwab, to sachha nahin hota
Bahut zyaada pyaar bhi achha nahin hota
Kabhi daaman chudana ho to mushkil ho
Pyaar ke rishte tute to, pyaar ke raste chute to
Raaste mein phir wafaayen peecha karti hain
Aadmi jo kehta hai, aadmi jo sunta hai
Zindagibhar woh satayen peecha karti hain

Kabhi kabhi mann dhunp ke kaaran tarasta hai
Kabhi kabhi mann dhunp ke kaaran tarasta hai
Kabhi kabhi phir jhum ke saawan barasta hai
Palak jhapke yahan mausam badal jaaye
Pyaas kabhi mitati nahi, ek boond bhi milti nahi
Aur kabhi rimjhim ghatayen peecha karti hain
Aadmi jo kehta hai, aadmi jo sunta hai
Zindagibhar woh satayen peecha karti hain
Aadmi jo deta hai, aadmi jo leta hai
Zindagibhar woh dooaayen peecha karti hain

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *