Lyrics of song

Kaha Ho Tum Mujhe Batao

Kahan ho tum mujhe batao
Zara kareeb se pukaaro
Kahan kahan main dhoondoon tumko
Main aawaara dar-be-dar
Nazar na aaye tum magar
Chhup gaye ho tum kahan ho tum kidher
Ab to dil hai tanha sehra
Dariya aakhon ki nami
Yaadon ka laga hai pehra har kahin
Jaana tumse tha jo roshan mera pyaar pe yaqeen
Gum hain kahan kal tak to tha yahin o hamnasheen

Tumhi ne to kaha tha mujhse subha nahi tu aayegi
Kisi umeed ke sahaare kar raha hoon raah guzar
Kaho kahan ho humsafar chhup gaye ho tum kahan ho tum kidher
Ab to dil hai tanha sehra
Dariya aakhon ki nami
Yaadon ka laga hai pehra har kahin
Jaana tumse tha jo roshan mera pyaar pe yaqeen
Gum hain kahan kal tak to tha yahin o hamnasheen

Mujhe aawaz do mere khwaabon ke sahaaro phir se aawaz do
Kahan ho tum pukaaro 
Mere khwaabon ki sahaaro mujhe tum pukaaro
Tumse tha jo roshan mere pyaar ka yaqeen
Gum hain kahan kal tak to tha yahin
Ab to dil hai tanha sehra
Dariya aakhon ki nami
Yaadon ka laga hai pehra har kahin
Jaana tumse tha jo roshan mera pyaar pe yaqeen
Gum hain kahan kal tak to tha yahin o hamnasheen

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *