Lyrics of song

Kalavati (Piya Nahi Aaye Sakhi)

Aa Aa Aa Aa Aa…
((Piya Nahi Aaye Aaye Sakhi) – 2
Unn Bin Mora Jiyara Ghabraaye) – 2, Piya Nahi Aaye

Ha Ha Ha Aa Aa Aa Aa.., Aa Aa Aa Aa Aa…
(Piya Nahi Aaye Aaye Sakhi) – 2
Unn Bin Mora Jiyara Ghabraaye, Piya Nahi Aaye

(Baar Baar Barakha Rut Aaye) – 2
(Tum Bin Piya Mora Jiya Ghabraaye) – 2
Prem Raag Sab Gaa Aa Aa… Gaaye
(Piya Nahi Aaye Aaye Sakhi) – 2
Unn Bin Mora Jiyara Ghabraaye, Piya Nahi Aaye

Aa Aa Aa Aa Aa…, Piya Piya Piya Piya Haan
(Yuun Toh Cheri Tore Janam Janam Ki) – 2
(Binati Karat Hoon Main Apane Balam Ki) – 2
Prem Raag Sab Gaa Aa Aa… Gaaye
(Piya Nahi Aaye Aaye Sakhi) – 2
Unn Bin Mora Jiyara Ghabraaye
Piya Nahi, Piya Nahi, Piya Nahi Aa Aa Aa….

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *