Lyrics of song

kambakht Machhar Hai Jo

kaat ta hai re
kambakht machhar hai jo
bada bura hai woh
kambakht
kambakht machhar hai jo
bada bura hai woh
jab aata hain
gungunata hain
phir dheere se baith ke woh kambakht
joron se kaant ta hai
kaant ta hai re

kambakht cockroach hai jo
bada bura hai woh
kambakht
kambakht cockroach hai jo
bada bura hai woh
ghoos jata hai
chhup jata hai
phir nahane ke waqt woh kambakht
saamne aa jata hai
kambakht machhar hai jo
kambakht cockroach hai jo
kambakht – 2
marr gaya sala

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *