Lyrics of song
khaamosh hai jahaan, madhosh hai fiza
Dil Mein Sama Ja, Dil Mein Sama Ja
Khaamosh Hai Jahaan, Madhosh Hai Fiza
Dil Mein Sama Ja
Khaamosh Hai Jahaan, Madhosh Hai Fiza
Dil Mein Sama Ja
Ai Jaan-E-Jahaan, Jaan-E-Jigar, Jaan-E-Tamanna
Sadake Tere Dharati Mere Saamaan-E-Tamanna
Ai Naaz-E-Saraapa, Aa Dil Mein Sama Ja
Sun Mast Ada Mast Nazar Mast Javaani
Ai Jaam-E-Muhabbat Hamein Ye Rakt-E-Javaani
Pi Aur Pila Ja, Aa Dil Mein Sama Ja
Aa Dil Mein Sama Ja
Aa Dil Mein Sama Ja