Lyrics of song

Khanki Hain Chudiyan

Khanki hain chudiyaan, chunri laheraayi
Unse nazar meri milke jo aayi
Khud se hi main sharma gayi
Kya bekhudi chhaa gayi
(Ab kya hoga, ab kya hoga
Jab yeh socha to ghabra gayi) – 2
Khanki hain chudiyaan, chunri laheraayi
Unse nazar meri milke jo aayi
Khud se hi main sharma gayi
Kya bekhudi chhaa gayi
(Ab kya hoga, ab kya hoga
Jab yeh socha to ghabra gayi) – 2

Saara sansaara, saara sansaara – 3

(Saamne jab aa jaaye voh
Hosh mera kho jaaye) – 2
Baat dil ki keh na paaoon
Jaane kya ho jaaye
Baheka na tha mera yeh dil
Pehle kabhi is tarah
Jaanoon na main dil pe mere
Jaadu chala kis tarah
Dhadkanon ne chupke chupke
Dil mein li angdaayi
Khanki hain chudiyaan, chunri laheraayi
Unse nazar meri milke jo aayi
Khud se hi main sharma gayi
Kya bekhudi chhaa gayi
(Ab kya hoga, ab kya hoga
Jab yeh socha to ghabra gayi) – 2

Saara sansaara, saara sansaara – 3

(Uske dil mein rehna mujhko
Uske rang mein rangna) – 2
Usne ek din pehenaaye the
Pyaar se mujhko kangna
Uske liye sajne lagi
Harpal meri zindagi
Uski hi to chaahat se hai
Ab to meri har khushi
Uski yaadon se maheki hai
Ab meri tanhaai
Khanki hain chudiyaan, chunri laheraayi
Unse nazar meri milke jo aayi
Khud se hi main sharma gayi
Kya bekhudi chhaa gayi
(Ab kya hoga, ab kya hoga
Jab yeh socha to ghabra gayi) – 2

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *