Lyrics of song

Khuda kare mohabbat mein

Khuda kare…
Khuda kare ke mohabbat mein voh makaam aaye

Mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye

Khuda kare ho o o…
Koi mita na sake dil ke is fasane ko
Koi mita na sake dil ke is fasane ko
Karoon main yaad tujhe bhool ke jamane ko
Uthe jo meri nazar tera hi salaam aaye
Mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
Mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
Khuda kare ho o o…

Deewanepan ka nasha saari umar na utre
Deewanepan ka nasha saari umar na utre
Wafa ki bandgi mein apni zindagi gujre
Deewane dil ki tadap kuch to tere kaam aaye
Mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
Mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
Khuda kare ke mohabbat mein voh makaam aaye
Mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
Mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye
Khuda kare ho o o..

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *