Lyrics of song

ki kara main ki kara

narmiyon ki baat hain garmiyon ka saath hain
maikashi main doobi sari qaynat hain
dil hai tumse aashina
ki kara main ki kara

hain tumse bawasta khwabboon ka banjara
reh reh ke bajta hain dhadkan ka ektara
yeh urkat ki baaten baaton main gehrai
gehrai main dekhe chahat ki gehraai
yeh labo ki surkhiyan surkhiyan jawa jawa
ishq bhi rawa rawa ishq bhi rawa rawa
ki kara main ki kara ki kara main ki kara 
dil hai tumse aashina

zarra zarra man ka bechain sa rehta hain
tera pyar sanam ab to rag rag main behta hain
taane pe sar rakhke sone ko ji chahe
ha teri mohabbat main khone ko ji chahe
halki halki sardiyan uspe garm joshiyan
uth raha dhuan dhuan uth raha dhuan dhuan
ki kara main ki kara ki kara main ki kara 
dil hai tumse aashina
ki kara main ki kara ki kara main ki kara 
ki kara main ki kara ki kara main ki kara 
dil hai tumse aashina

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *