Lyrics of song
Kitna Pyara Ye Chehra
Kitna pyara ye chehra – 2 ye meri sajani hai
Kitna pyara ye chehra – 2 ye mera sajan hai
(ek muddat se tu dil mein samayi hai
aaj magar tu mere ghar aayi hai) – 2
chhodake aab mujhe janam kahi tu jana naa
Kitna pyara ye chehra – 2 ye meri sajani hai
(apana banaya tune ehsan tera
banake tu rehna sajan mera) – 2
kya kahu main tujhe ye dil hua tera diwana
Kitna pyara ye chehra – 2 ye mera sajan hai
Kitna pyara ye chehra – 2 ye meri sajani hai