Kuan Ma Doob Jaoo
adiyal jawani mori sukhi sukhi jaye re – 2
sayya anadi mohe paani na pilaye re – 2
jeth mahina hai garmi badhaye re – 2
kaisi nazariya ke dil chala jay re
kuan ma doob jaoo – 6) – 2
kaise sambhalu main yeh bali umariya – 2
kaise main na chodu ghar ki kewadiya – 2
jaoo jaha bhi ghure sabki nazariya – 2
mohe bachane aaja more sawariya – 2
kaise nazariyan ki dil chala jaye re
kuan ma doob jaoo – 4
mohe pata hai jo tu mohse chupaye – 2
sauten se tu chupkese milne jaye – 2
mora akele main jiya ghabraye – 2
jalpano pe waham nahi aaye re – 2
kuan ma doob jaoo – 4
(adiyal jawani mori sukhi sukhi jaye re – 2
sayya anadi mohe paani na pilaye re – 2
jeth mahina hai garmi badhaye re – 2
kaisi nazariya ke dil chala jay re – 2
kuan ma doob jaoo – 6) – 2