Lyrics of song

Kya Dil Ne Kaha

–FEMALE–
La la la la la la la, la la la la la la – 2
Kya dil ne kaha, mm mm mm mm hm
Kya dil ne kaha, kya tumne suna
Palkein jhuki hain saansein ruki hain
Koi hamein pukaare
Anjaani raahein thaame hain baahein
Hum hi nahin hamaare, oh yaara
Kya dil ne kaha, kya tumne suna – 2

–MALE–
Milte bichhadte yun chalte chalte
Hum ho gaye tumhaare
Kaisa asar hai hum bekhabar hai
Badle hain yeh sitaarein, oh yaara
Kya dil ne kaha, kya tumne suna – 2

–FEMALE–
Hm, tanha tanha jeete the, khud se baatein karte the
Tum sa koi mil jaayega, dil pe likhte rehte the
Tanha tanha jeete the, khud se baatein karte the
Tum sa koi mil jaayega, dil pe likhte rehte the
Dil pe yeh likhte rehte the

–MALE–
Nazrein churaana laage suhaana
Baali umar hai jaana, oh yaara
Kya dil ne kaha, kya tumne suna

–FEMALE–
Jo dil ne kaha haan maine suna

–MALE–
Oh, main to bhanwra hoon sorry, kaliyon ki karta chori
Baandhe kyoon preet ki dori, rehne de thodi doori
Main to bhanwra hoon sorry, kaliyon ki karta chori
Baandhe kyoon preet ki dori, rehne de thodi doori
Rehne de thodi si doori

–FEMALE–
Arre teri to jaane maine hai baandhe
Saaton janam ke dhaage, oh yaara
Kya dil ne kaha, kya tumne suna

–MALE–
Jo dil ne kaha haan maine suna

–FEMALE–
Palkein jhuki hain saansein ruki hain
Koi hamein pukaare

–MALE–
Anjaani raahein thaame hain baahein
Hum hi nahin hamaare

–FEMALE–
Oh yaara
Kya dil ne kaha, kya tumne suna

–MALE–
Jo dil ne kaha haan maine suna

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *