Lyrics of song

Kyon Apni Bhi Adaa Hain Yeh

dhir dhanna…
kyon apni bhi ada hain yeh
dushman  pe dil fida hain yeh
cheena hain chain jisne wohi yaar hain
yeh dil nahi dil bas mein
na kutch maza hain nau das mein
ruswaa hain ras milan ka wahi pyar hain
kitna tadpayega
kitna tarsayega
kitni raatein hume tu jaga jayega
aaja aaja jara
aa mita duriyan
tere milne ko hum
unglion pe din ginte hain
dus
tere intejaar ka
dus
ha apne pyar ka
dus
hum bekarar hain
bas
ho ho ho Dus

dhum tannaan….

hai yaar aaj machale
pardo mein lakh chup le
apne milan ki ghadiyan
har dam rah geenle
woh sham kaisi hogi
nazrein yeh jab milegi
masti mein dubi dubi hasti na rahegi
jaljala manega
mast phankarega
justuju ka safar
kahi ruk jayega
phir uthega koi
toh basega koi
tauba tauba sanam
din hoga qayamat ka
dus
tere intejaar ka
dus
ha apne pyar ka
dus
hum bekarar hain
bas
ho ho ho Dus

Tere Naa….

kyon apni bhi ada hain yeh
dushman  pe dil fida hain yeh
cheena hain chain jisne wohi yaar hain
yeh dil nahi dil bas mein
na kutch maza hain nau das mein
ruswaa hain ras milan ka wahi pyar hain
kitna tadpayega
kitna tarsayega
kitni raatein hume tu jaga jayega
aaja aaja jara
aa mita duriyan
tere milne ko hum
unglion pe din ginte hain
dus
tere intejaar ka
dus
ha apne pyar ka
dus
hum bekarar hain
bas
ho ho ho Dus

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *