Lyrics of song

Lagne Laga Hai Mujhe Aaj Kal

Bala:
lagne lagaa hai mujhe aaj kal
ke tum saaz chhedo main gaaoon ghazal
(mahsoos yun hotaa hai kyun
ke har pal main tere saath rahoon) -2

Anu:
lagne lagaa hai mujhe aaj kal
ke tum saaz chhedo main gaaoon ghazal
(mahsoos yun hotaa hai kyun
ke har pal main tere saath rahoon) -2

Bala:
lagne lagaa hai mujhe aaj kal

Anu:
kya.. kahti hai suno tanhaaiyaan
ye lene lagi rut angdaiyaan
udti huyee vaqt ki dhool se
chun le chalon rang har phool se

Bala:
lagne lagaa hai mujhe aaj kal
ke tum saaz chheDo main gaaoon ghazal

Anu:
mahsoos yun hotaa hai kyun
ke har pal main tere saath rahoon

Bala:
mahsoos yun hotaa hai kyun
ke har pal main tere saath rahoon

Bala: lagne lagaa hai mujhe aaj kal

Bala:
ye pyaare pyaare kuchh vaadon ke pal
kal yahi to baneinge yaadon ke pal
kam hogaa inkaa na jaadoo kabhi
gum hogi inki na khushboo kabhi

Anu:
lagne lagaa hai mujhe aaj kal
ke tum saaz chhedo main gaaoon nhazal

Bala:
mahsoos yun hotaa hai kyun
ke har pal main tere saath rahoon

Anu:
mahsoos yun hotaa hai kyun
ke har pal main tere saath rahoon

Bala:
lagne lagaa hai mujhe aaj kal
ke tum saaz chhedo main gaaoon ghazal

Anu:
mahsoos yun hotaa hai kyun
ke har pal main tere saath rahoon

Bala:
mahsoos yun hotaa hai kyun
ke har pal main tere saath rahoon

Bala:
lagne lagaa hai mujhe aaj kal

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *