Lyrics of song

Maano Ya Na Maano (Remix)

main deewaana dil deewaana tu deewaani ya ya
(maano maano ya na maano meri jaan
mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahaan) – 2
main deewaana dil deewaana tu deewaani ya ya
maano maano ya na maano meri jaan
mere jaisa dil jawa hoga koi na yahaan

(har mod pe dil se dil kaise takara gaya
samajho to kismat ka aakhir ishaara hai kya ) – 2
(do dilon ki dosti ye) – 2 hai puraani ya ya
maano maano ya na maano meri jaan
mere jaisa dil jawa hoga koi na yahaan

(jaane tamanna mere dil ko pehachaan lo
behatar yahi hai ki saathi mujhe maan lo) – 2
(dil milen to jhoom jaayen) – 2 zindagaani ya ya
(maano maano ya na maano meri jaan
mere jaisa dil jawa hoga koi na yahaan) – 2
main deewaana dil deewaana tu deewaani ya ya

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *