Lyrics of song
Maano Ya Na Maano
hindustaan kisse kahaniyon ka desh
aur har kahaani ek sawaal ek paheli hain
sawaalon ki kataaren hain
kuchh andekhe nazaaren hain
maano ya na maano isko shama yeh jalti hain
maano ya na maano isko talaashiya chalti hain
ek unsuljhi paheli hain
kaali gori roopehli hain
dhundhti aankhen kisko jaane kiska pata
sataati har pal dil ko hain yeh kaisi sadaa
ajooba kaisa hain yeh koi toh de bata
hamara desh aur yaha ki adbhoot kahaniya
maano ya na maano