Lyrics of song

Main Bahaaron Ki

taaron ko  dil ki baat sunaai, tamaam raat,
tujhse bichhad kar neend na aaitamaam raat,

a a a
main bahaaron ki nat-khat raani – 2
saari duniya hai mujh pe deewaani – 2
haaye main bahaaron ki nat-khat raani

(lootun dilon ko teerachhi nazaar se,
toofaan macha dun jaaun jidhar se,) – 2
mujhe aati hai, baatein banaani-2
saari duniya hai mujh pe deewaani – 2
haaye main bahaaron ki nat-khat raani

(meri bahaarein jag se neerali,
chaahat kara de,jaibo ko khaali) – 2
dil lagaana hai gham ki kahaani-2
saari duniya hai mujh pe deewaani – 2
haaye main bahaaron ki nat-khat raani

(marata ho koi, apani bala se,
yun hi rahenge, apane tamaashe) – 2
mujhe apani hai duniya basaani
saari duniya hai mujh pe deewaani – 2
haaye main bahaaron ki nat-khat raani

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *