Main Rani Hu Raja Ki
Aayi Ho Kheto Ki Raani Aayi Ho
(Main Rani Hu Raja Ki Raja Mera Piya
Kisiko Kya Ho Kisiko Kya) – 2
Preet Nagar Pe Raaj Karu Main Banke Sajanwa Teri- 2
Banke Sajanwa Teri
Mehal Toh Mehalen Dhanwanon Ke Dil Ki Nagariyan Meri – 2
Dil Ki Nagariya Meri
Chaha Tha Jisko Maine Dil Usko De Diya
Kisiko Kya Ho Kisiko Kya
Chhod Ke Apne Pee Ki Dagariyan Aur Kahi Na Jaaun – 2
Aur Kahi Na Jaaun
Jeet Liya Hain Tan Mannn Jisne Geet Usi Ke Gaaun – 2
Geet Usi Ke Gaaun
Pee Pee Ki Dhun Pe Har Dam Naache Mera Jiya
Kisiko Kya Ho Kisiko Kya
Main Rani Hu Raja Ki Raja Mera Piya
Kisiko Kya Ho Kisiko Kya