Lyrics of song

Maine Pyar Tumhi Se Kiya Hain

maine pyar tumhi se kiya hai
maine dil bhi tumhi ko diya hai
ab chaahe jo ho jaaye
( main duniya se ab na daru
tujhi se main pyaar karu )  -2

ailaan yahi karne aaya
main aaj yahaan marne aaya
ruswa tujhe main kar jaaunga
kha ke zehar ab mar jaaunga  -2
maine pyaar tumhi se

dilwale agar mil jaaye yahaan
phir neend kise phir chain kahaan
o tere liye aahen bharta hai dil
teri aaisi baaton se darta hai dil  -2
maine pyar tumhi se

baanhon mein teri din raat rahu
jag chhod du main o tere saath rahu
o saanson mein basa lu aaj tujhako
tere bina jeena nahi mujhako  -2
maine pyar tumhi se

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *