Lyrics of song

Man Mein Tu Tan Mein Tu

Man mein tu tan mein tu sapnon ki duniya mein tu hi tu
Mastana deewana bas gaya dil mein jaane kyon
Man mein tu tan mein tu sapnon ki duniya mein tu hi tu
Mastana deewana bas gaya dil mein jaane kyon
Tirchi nazar se dil pe chhooriyan chalaata tu
Meethi meethi baaton se mujhko phasaata kyon
Man ko lubhaata kyon tan ko jalaata kyon
Maska laga laga ke mujhko karta qabu
Kabhi kuch kabhi kuch kabhi kuch kehta tu
Kabhi kuch kabhi kuch kabhi kuch karta tu

Haay rabba haay rabba sola baras ki hoon kunwari main
Pagal hoon deewani hoon baadal mein chhumke hai woh bijli main

Jaan-e-jaan jaan-e-man taaron si chamke hai aankhein teri
Lag jao seene se muddat se tarse hain baahein meri

Haay nayo jeena mera mushkil karta kyon
Mere dil mein meethi meethi hulchul karta kyon
Patli kamar pe joda jodi karta tu
Shamur patang jaise mujhpe bharta kyon
Man mein tu tan mein tu, mastana deewana

Tum kaisi shama ho, chhoone se pehle hi jal gaya main

Tum kaise joshile, chhoone se pehle hi darr gayi main

Sharmaana chhodo tum, milne ko tarse hai yeh dil mera
Inteha ho gayi hadd se guzar jaaye jaan-e-jaan

Haay main mar gayi yeh kya kar baithi
Kaliyan ne kar di haalat yeh kaisi
Aise mein jaldi se maine pyaar kiya
Raat bhar mein hi sab kuch baath liya
Man mein tu tan mein tu sapnon ki duniya mein tu hi tu
Mastana deewana bas gaya dil mein jaane kyon
Tirchi nazar se dil pe chhooriyan chalaata tu
Meethi meethi baaton se mujhko phasaata kyon
Man ko lubhaata kyon tan ko jalaata kyon
Maska laga laga ke mujhko karta qabu
Kabhi kuch kabhi kuch kabhi kuch kehta tu
Kabhi kuch kabhi kuch kabhi kuch karta tu

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *