Lyrics of song

Man Panchhi Alabela Taaron Ki Nagari Mein Jaaye

man panchhi alabela taaron ki nagari mein jaaye
mat pucho kis ki laaye khabariya
man panchhi alabela
nai nai pahachaan hai uska naam na jaana main ne
main kaise kahuun mera kaun saanvariya
man panchhi alabela

paanv mere dharati pe meri nazar chaand ko chuume
nazar chaand ko chuume
paanv mere dharati pe meri nazar chaand ko chuume
mera aanchal udi havaaon mein mera tan jhuume man jhuume
kaisi ulji nazariya
man panchhi alabela
man panchhi alabelaa

kya jaadu ye kaisa tona ye to samajh na aaye
ye to samajh na aaye
kya jaadu ye kaisa to na ye to samajh na aaye
itana jaanu uske dhun pe chuumte? naache gaaye
ye dil? ki guzariya
man panchhi alabela
man panchhi alabela

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *