Lyrics of song

Maula – Sun Zara Mere Maula

maula
maula
maula
maula
toote dil se nikli ek duaan hai
raakh se utha dhuaan hai
sun le khuda ya
??? jaisi hai bisaat jiski
aaftaab ban gaya hai sun le khuda ya
sun zara mere maula sun zara mere maula
ya khuda mere maula sun zara
sun zara mere maula sun zara mere maula
ya khuda mere maula sun zara
toote dil se nikli ek duaan hai
raakh se utha dhuaan hai
sun le khuda ya
??? jaisi hai bisaat jiski
aaftaab ban gaya hai sun le khuda ya
sun zara mere maula sun zara mere maula
ya khuda mere maula sun zara
sun zara mere maula sun zara mere maula
ya khuda mere maula sun zara

yun hi raaston pe chal diye
karwaan mein shaamil ho liye
kis firaaq mein the kya khabar
yakeen tha woh teri thi dagar
woh nishaan mile hamko tere
aaj darbadar bhatak rahe hai
teri raah tak rahe hai
sun le khuda ya
sirf tera intezaar hamko
aake roshani dikha de
sun le khuda ya
sun zara mere maula sun zara mere maula
ya khuda mere maula sun zara
sun zara mere maula sun zara mere maula
ya khuda mere maula sun zara

rahi gardishon mein zindagi
koi raah milti hi nahi
tera naam teri bandagi
yahi chal yahi hai khushi
thaam le dor ham begharon ki
tu hi aasara tu hi sukoon hai
hamko tera hi junoon hai
sun le khuda ya
khaak hai yeh saari zindagaani
aur qaaynat tu hai
sun le khuda ya
sun zara mere maula sun zara mere maula
ya khuda mere maula sun zara
sun zara mere maula sun zara mere maula
ya khuda mere maula sun zara

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *