Lyrics of song

Mausam Ki Sargam Ko

Mausam ki sargam ko sun kya ga raha hai sama
Mausam ki sargam ko sun kya ga raha hai sama
Tu bhi ga mere sang gaaye saara jahan
Gayeja       gayeja   gayeja

Mausam ki sargam ko sun kya ga raha hai sama
Mausam ki sargam ko sun kya ga raha hai sama
Tu bhi ga mere sang gaaye saara jahan
Gayeja       gayeja   gayeja

Har sur pe dil yoon dhadke
Ki saawan mein agan ye bhadke sun kar ye sada
Har sur pe dil yoon dhadke
Ki saawan mein agan ye bhadke sun kar ye sada
Aise aaj do khaamoshi bol uthey
Palkhein bheeg jayein jal barse bina ghata
Gayeja       gayeja   gayeja

Mausam ki sargam ko sun kya ga raha hai sama
Mausam ki sargam ko sun kya ga raha hai sama
Tu bhi ga mere sang gaaye saara jahan
Gayeja       gayeja   gayeja

Phir ek din le jayega
Ghunghta tera uthayega koi raajkumar
Phir ek din le jayega
Ghunghta tera uthayega koi raajkumar
Phir ye roop rang ban jayega chaman
Hoga ang ang ek masti bhari bahaar
Gayeja       gayeja   gayeja

Mausam ki sargam ko sun kya ga raha hai sama
Mausam ki sargam ko sun kya ga raha hai sama
Tu bhi ga mere sang gaaye saara jahan
Gayeja       gayeja   gayeja
Gayeja    gayeja

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *