Lyrics of song

Mazaa Mazaa

(hawa mein udna chahe yeh dil aaj kyon
kutch bhi karna chahe yeh dil aaj kyon) – 2
(ek naya ehsaas hain
ek naya andaaz hain) – 2
khula khula badan hain mera
mazaa mazza ah ha kya mazza – 2

(kabhi dil hain yaha
kabhi dil hain waha
jaanu na jaanu
mera dil hain kaha) – 2
kya hain yeh jaadu
kya hain yeh nasha
arey kyon hu bekaabu bekaabu ho raha
jawaan jawaan yeh mann hain mera
mazaa mazza ah ha kya mazza – 2

(kabhi mein yeh sochu kabhi mein woh sochu
behakna main chahu kabhi khud ko roku) – 2
nazro se koi bole
to sunti hu kyon
yeh kaise hain sholey
main jalti hu kyon
dhuan dhuan yeh tan hain mera
mazaa mazza ah ha kya mazza – 2

hawa mein udna chahe yeh dil aaj kyon
kutch bhi karna chahe yeh dil aaj kyon
(ek naya ekdsaas hain
ek naya andaaz hain) – 2
khula khula sa tan hain mera
mazaa mazza ah ha kya mazza – 3

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *