Lyrics of song

Mein Vohi Vohi Baat

main wohi wohi baat (2)
(mere liye to har din naya din har raat nayi raat
main wohi wohi baat) (2)
main wohi…

acchhi ya kharaab pee li jaisi mili sharaab pee li
saaqi naya hai jaam purana (2)
rang naya hai naam purana, naam purana
subah ho ya shaam mujhe masti se kaam
kyon ki har din naya din har raat nayi raat
main wohi wohi baat
main wohi…

huu ru ru ru ru…

apna hi lahu pee raha hoon marne ke liye jee raha hoon
dil apna hai ghum apne hai (2)
duniya paraayi hum apne hai, hum apne hai
mujhe aaye na qaraar main rahoon beqaraar
kyon ki har din naya din har raat nayi raat
main wohi wohi baat (2)
mere liye to har din naya din har raat nayi raat
main wohi wohi baat
main wohi…

aap apna jawaab ho gaya hoon manzil pe aa ke kho gaya hoon

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *