Lyrics of song

Mera Kahaan Hai Man Mera Wo To Ek Hi Pal Mein Tera Hua

mera kahaan hai man mera
wo to ek hi pal mein tera huwa
na jaane kya huwa

mujhako luta pyaar-pyaar mein
moh liya man ko pahali baar mein
mera kahaan hai

pritam apana maana tumhein
maine jab se jaana tumhein
(saaz/soz?? na thi ya
(le bhi jaayi)??
(pyaare pyaare yaad aaye.n) ??
mera kahaan hai
jaise ke kaajal base nain mein
aa bas palakan mein
baagon mein yuun hi bulabul bole
basant mein jiyaar??? dole

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *