Lyrics of song

Mere Bas Ki Baat Jo Hoti

mere bas ki baat jo hoti
main badali ban jaati

badali ban kar naach dikhaati
nile nile ambar par
kabhi barasati kheton par
kabhi barasati mandar par
bundein banakar barakhaawaali
badali mein chhan jaati
mere bas ki

suukhe ped ire kar deti
motiyon se jangal bhar deti
kadi dhuup mein chaadar banakar
duniyaaapar tan jaati
mere bas ki

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *