Lyrics of song

Moray Piya

din wohi raatein wohi par main woh na raha
tanha in shaamon mein koi bhi apana na tha
chanda aur taarein bhi bole ki yeh kya hua
haan main woh hi tum woh hi sama yeh woh na raha
moray piya tu na samjha
main iss duniya ka na tha

khoya din khoyi in raaton mein dhundhu main kya
aur is shikwa par apanon ne bhi kya kiya
nahi iss duniya mein koi jo apana laga
zamane ki dhoop ne he mujhko ruswaa kiya
moray piya tu na samjha
main iss duniya ka na tha
rishtein sabhi ban jaate hain tootne ke liye ek lamha
moray moray piya kaise kaise jiya
rishtein sabhi ban jaate hain tootne ke liye ek lamha
moray moray piya kaise kaise jiya.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *