Lyrics of song

Mujhe Tumse Milke Yeh Kehna Hain

kutch baatein, unkahi, dil mein dabi reh jaati hain
jo kabhi tapish, kabhi khalish aur kabhi ghutan bankar
hamesha asar laati hain
isiliye jo kehna hain khulke keh do warna
yeh unkanhi yaadein bankar tamam umra tumhara peetcha karegi

iltejha kaise tumhe ab is dil ki main sunau
tumse kyon ijhaare dil main bayaa karte karte reh jaun
us unkahi ne bhi kaha tha
mujhe tumse milke yeh kehna hain mujhe tumse – 2

chaha tumhe hain khud se bhi jyada aaj tumhe hain batana
dil mein yu aana aaake na jaana yaar sada hi tum nibhana
pyaar ki yeh roshni bas muhjpe tum ab lutaap
aaine ki tarah aake tum aks mera ban jaao
us unkahi ne bhi kaha tha
mujhe tumse milke yeh kehna hain mujhe tumse – 2

chehra tumhara yu jhilmilaya dil mera muskuraya
aankhon ne jabse khwaab sajaya kutch bhi najar phir na aaya
inteha ab ho gayi is dil ko toh aashiyana muntajar kabse hu
yeh kasak meri jaaaye jaaye na

iltejha kaise tumhe ab is dil ki main sunau
tumse kyon ijhaare dil main bayaa karte karte reh jaun
us unkahi ne bhi kaha tha
mujhe tumse milke yeh kehna hain mujhe tumse – 2

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *