Lyrics of song

Naa Naa Naa Karte Karte Ikrar Kar Liya

O Mahi O Sahi Yeh Kya Kiya, Tune
Yeh Kya Kiya, Tune Yeh Kya Kiya
Naa Jane Kab Pyar Kar
Baithe Dil Aisa Diwana Hai
Dil Ko Tham Ke Rakhna Logo
Mausam Bada Suhana Hai

Naa Naa Naa Naa…. Karte Karte Ikrar Kar Liya
(O Logon Ram Duhayi) – 2, Maine Pyar Kar Liya
(Maine Pyar Kar Liya Dil De Diya Maine Dil Le Liya) – 2
Yeh Kya Kiya -3 Tune Yeh Kya Kiya
(Dil De Diya Maine Dil Le Liya) – (2)
Naa Naa Naa Naa…. Karte Karte Ikrar Kar Liya
(O Logon Ram Duhayi) – 2, Maine Pyar Kar Liya
(Maine Pyar Kar Liya Dil De Diya Maine Dil Le Liya) – 2
(Chain Aur Nindiya Kho Jaye, Jan Bhi Jati Hai Toh Jaye) – 2
Ab Jo Hona Ho Jaye (Bas Ji Bas Bas Ji) – 2
Bas (Intzar Kar Liya – 3) (Dil De Diya Maine Dil Le Liya) – 3

(Iss Dil Ki Baton Mein Aake, Ek Duje Ka Dil Dhadka Ke) – 2
Ek Duje Ki Kasam Uthake, Kasam Uthake
(Ek Duje Pe Hamne) – 2 (Aitabar Kar Liya – 3)
(Dil De Diya Maine Dil Le Liya) – 2
Naa Naa Naa Naa…. Karte Karte Ikrar Kar Liya
O Logon Ram Duhayi -2, Maine Pyar Kar Liya
Maine Pyar Kar Liya (Dil De Diya Maine Dil Le Liya) – 2
Yeh Kya Kiya -3 Tune Yeh Kya Kiya
(Dil De Diya Maine Dil Le Liya) – 2
Aa Aa Aa Aa Aa….

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *