Lyrics of song

Najariya…. Najariya Laage Nahi Kahi Aur

najariya, najariya, najariya, najariya……..
najariya laage nahi kahi aur – 6
tum toh balama ho chit chor – 2
laage nahi kahi aur
najariya laage nahi kahi aur

tum toh balama jaise ritu mein saawan
tum toh balama
tum toh balama jaise ritu mein saawan
jaise ritu mein saawan
tum toh balama jaise ritu mein saawan – 2
tum saawan hum mor, ho laage nahi kahi aur
najariya laage nahi kahi aur – 2

tum toh balama jaise taaron mein chanda
tum toh balama, tum toh balama aa aa aa………..
tum toh balama jaise taaron mein chanda
jaise taaron mein chanda, taaron mein chanda
tum toh balama jaise taaron mein chanda, jaise taaron mein chanda
tum toh balama jaise taaron mein chanda
tum chanda hum chakor, ho laage nahi kahi aur
najariya laage nahi kahi aur – 2
najariya (laage nahi kahi – 3) aur…..

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *