Lyrics of song

Nasha

nasha…
mujhmein bhi hai nasha hai nasha hai nasha
tujhmein bhi hai nasha hai nasha hai nasha
tera nasha mujhpe tera nasha – 2
mujhmein bhi hai nasha hai nasha hai nasha
tujhmein bhi hai nasha hai nasha hai nasha
mainkash ko peene ka nasha
saanson ko jeene ka nasha
yeh zindagi hi ek nasha
tera nasha mujhpe tera nasha – 2

dekhti main jahaan hai nasha hi nasha
mastiyon mein jahaan duba huan
kaun hai hosh mein mujhko bata de zara
iss nashe ko toh hai apana nasha
aankhon mein hai nasha baaton mein hai nasha
khwaabon mein chhaya hain nasha
tera nasha mujhpe tera nasha – 2
mujhmein bhi hai nasha hai nasha hai nasha
tujhmein bhi hai nasha hai nasha hai nasha

muntasar kyon nazar manzil ka usko nasha
kab milegi nazar kisko pata
josh mein har kadam umeed ka silsila
rukne wala nahi yeh kaafila
manzil ka hai nasha
mehfil ka hai nasha
har lamha chhaya hai nasha
tera nasha mujhpe tera nasha – 2
mujhmein bhi hai nasha hai nasha hai nasha
tujhmein bhi hai nasha hai nasha hai nasha
mainkash ko peene ka nasha
saanson ko jeene ka nasha
yeh zindagi hi ek nasha
tera nasha mujhpe tera nasha ….

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *