Lyrics of song

Nashe nashe mein yaar

Pyaar ki aas nehalaaye mein logon
Bheega tan man mera 
Ubhra nasheman tan se aise
Nasha nasha sa, huwa sawera, haay

Ha! haay, nashe nashe mein yaar, lo khil gayi masti 
Ho.. nashe nashe mein yaar, lo khil gayi masti
Ho, huwi jo akhiyaan chaar, toh mil gayi masti
Haan, nashe nashe mein yaar, lo khil gayi masti
Sunidhi: Haay, huwi jo akhiyaan chaar, toh mil gayi masti
Tere dil mein utar kar kar ye jaana kya shae hai masti
Dildaara ishq tera masti masti, yaara ishq tera masti

Haay, nashe nashe mein yaar, lo khil gayi masti
Oy oy oy oy, huwi jo akhiyaan chaar, toh mil gayi masti
Tere dil mein utar kar kar ye jaana kya shae hai masti
Dildaara ishq tera masti masti, yaara ishq tera masti
Dildaara ishq tera masti masti, yaara ishq tera masti
Hey hey, nashe nashe mein yaar, lo khil gayi masti
Haay, huwi jo akhiyaan chaar, toh mil gayi masti
 
Labon pe chumban yun rakhke, masti mein jhoome diwaane
Hoy hoy hoy bheegi bheegi shama pe jaise jalkar jhoome parvaane
Anmol ghadi..
Anmol ghadi..
Anmol ghadi madhoshi ki mehengi na sasti
Dildaara ishq tera masti masti, yaara ishq tera masti
Dildaara ishq tera masti masti, yaara ishq tera masti
Nashe nashe mein yaar, lo khil gayi masti
Huwi jo akhiyaan chaar, toh mil gayi masti
 
Ye saanson ki siskiyaan, ehsaas mein shaamil tu kar le
Haay, lag ke gale se mere jaanam husn ko ishq mein tu bhar le
Lag jaane de.. 
Lag jaane de..
Lag jaane de saahil pe chaahat ki ye kashti
Dildaara ishq tera masti masti, yaara ishq tera masti
Dildaara ishq tera masti masti, yaara ishq tera masti
Oy hoy hoy, nashe nashe mein yaar, lo khil gayi masti
Hmm hmm hmm, huwi jo akhiyaan chaar, toh mil gayi masti
 
Ye pal, ye pal jeene ka hai yaara dekh guzar na jaaye ye
Pyaar ki masti paakeeza hai ruhon ko mehkaaye ye
Milti hai.. 
Milti hai..
Milti hai naseebon waalon ko aashiq ki hasti
Oy dildaara ishq tera masti masti, yaara ishq tera masti
Dildaara ishq tera masti masti, yaara ishq tera masti
Oy, nashe nashe mein yaar, lo khil gayi masti
Oy oy oy oy, huwi jo akhiyaan chaar, toh mil gayi masti
Tere dil mein utar kar kar ye jaana kya shae hai masti
Dildaara ishq tera masti masti, yaara ishq tera masti
Dildaara ishq tera masti masti, yaara ishq tera masti
Mast mast teri masti masti, yaara ishq tera masti
Hey mast mast teri masti masti yaara ishq tera masti
Dildaara ishq tera masti masti, yaara ishq tera masti
Dildaara ishq tera masti masti, yaara ishq tera masti
 
Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *