Lyrics of song

Nazar Nazar Mein Haale Dil

nazar nazar mein haale dil ka pata chalta hain – 2
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain
nazar nazar mein haale dil ka pata chalta hain
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain
yeh baat sach hain dil pe zor kaha chalta hain – 3
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain

(dil sekdo hain jinmein dil ek hain nishana
tera bhi dil deewana mera bhi dil deewana) – 2
yeh teer hain nazar ka jaane kaha lagega
rab jaane aaj kisika naseeba jagega
(shama se bachke yeh parwana kaha jalta hain
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain) – 2

(tumko bhi yeh pata hain hamko bhi yeh pata hain
yeh pyar ki umar hain yeh pyar ka nasha hain) – 2
kyo dil ko ham sataye kyo dil ko ham jalaye
woh pyar ke zamane ham kaise bhool paye
aaisa mauka haseen roj kaha milta hain
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain
nazar nazar mein haale dil ka pata chalta hain
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain
yeh baat sach hain dil pe zor kaha chalta hain – 3
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *