Lyrics of song

O My Friend Ganesha, Tu Rehna Saath Hamesha

(dharti upar dariya, dariya ke upar ambar
ambar ke upar chanda, chanda ke upar taare) – 2
taaro mein taara dhruv taara, devo mein tu dev hamaara – 2
sabse upar tu hi hamesha
o my friend ganesha, tu rehna saath hamesha – 2

sabse pyaari, sabse nyaari, tere bass mein hai yeh duniya saari – 2
apani friendship kitani pakki, kitani sachchi kitani achchhi – 2
isako sada nibhaana
o my friend ganesha, tu rehna saath hamesha – 2

magic master naam hai tera, khushiya dena kaam hai tera – 2
tu bhi bachcha hum bhi bachche, sang saath hum khelte hasate – 2
hasate khelte hai yeh kehna
o my friend ganesha, tu rehna saath hamesha – 2
(dharti upar dariya, dariya ke upar ambar
ambar ke upar chanda, chanda ke upar taare) – 2
taaro mein taara dhruv taara, devo mein tu dev hamaara – 2
sabse upar tu hi hamesha
o my friend ganesha, tu rehna saath hamesha – 4

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *