Lyrics of song

Oh Saathiya Kyun Mujhse Hai Rootha

oh saathiya kyun mujhse hai rootha
main thoda sa jhuta hoon nakaara
maine tera hasana churaaya
bass rona sikhaaya, main nakaara
(main yahaan aashiyaana bana baitha
teri tasweer se deewaar main saja baitha) – 2
oh saathiya chhodo yeh baatein
ha honge woh waade pure
aa bhi jaao abb
raahon mein aakhein
bhichaaye mein saara din bitaau
aankhein khuli palake bujhi na tu yahaan
(tere bin na reh saku
tere bin na ji sakunga) – 2

(main yahaan aashiyaana bana baitha
teri tasweer se deewaar main saja baitha) – 2
oh saathiya chhodo yeh baatein
ha honge woh waade pure
aa bhi jaao abb
raahon mein aakhein
bhichaaye mein saara din bitaau

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *