Lyrics of song

Parvar Digara Haara Dil Haara

(fida huye aaj ishq mein, jara jara sa deewaane
aisa mera kyun haal hain, dil jane rab jaane) – 2
ye meri gumaan mein
ye dil ke chaah mein
kyun sab hain rava rava
parvardigara haara dil haara – 4

khoyi pehali dafa ye dil ki ninde meri
dekha pehali dafa ye zalzala
mann ye mera jawaan, hain kabse jaane kahaan
kisipe aaj dil aaya
ye tufaan sa mujhmein, utha hain jo pal mein
kyun hain ye jawaan jawaan
parvardigara haara dil haara – 4

ban ke saansein meri, ye kiski jaadugari
mann pe chhaanelagi hain is tarah
kaisa jaadu chala, hain dil pe kaisa nasha
labon pe raaje dil aaya
kyun mehaki hain aankhein, kyun jaagi hain raatein
kyun dil hain thama thama
parvardigara haara dil haara – 4
fida huye aaj ishq mein, jara jara sa deewaane
asia mera kyun haal hain, dil jane rab jaane
ye meri gumaan mein
ye dil ke chaah mein
kyun sab hain rava rava
parvardigara haara dil haara – 4

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *