Lyrics of song
Payaam-E-Ishqaraa
aa……….
payaam-e-ishqaraa
haan man aj nigaah-e-naaz men (?) kaanam
zabaan-e-yaar-e-man
hindi daman
hindi naa main gaanam
(bedaar huin kaliyaan
aur husn huaa raksaan
sholaa-e-shamaa larazaan
afasaane kaa unvaan
unvaan) – 2
zaraa patange ki aahat huyi to bhaanp gayi
shamaa ki lau
shamaa ki lau se jo uriyaan sitaan ko kaanp gayi
zali to aisi jali naam kar gayi roshan – 2
bujhi to duniyaa ke aanchal se tan ko dhaanp gayi
shamaa ki lau – 2