Lyrics of song

Raat Gayi Baat Gayi

Mujhko ye gawara na tha,
par tera ishaara jo tha,
rokey na rukey ga,
tu mera mann aawara sa tha,
Daabon mein dabbe the honth,
mann mein chupa tha ye khoth,
kabu mein na tha khayal,
pucho na bas mera haal,
Kadam dum fisal gaye to kya,
saansein chad gayi,
galti ho gayi to kya.
Raat gayi hai baat gayi,
ab jaane bhi do na…

Raaz ye zamana na tha,
chalna koi bahana na tha,
bhula bhala gumshuda hai uski adaa,
Chupke chupke chori chupe sabki nazaro ke nicche,
sabse kahin mukatlif ilahaan tum bas sirf,
Kadam dum fisal gaye to kya,
saansein chad gayi,
galti ho gayi to kya
Raat gayi hai baat gayi,
ab jaane bhi do na…

Kadam dum fisal gaye to kya,
saansein chad gayi,
galti ho gayi to kya
Raat gayi hai baat gayi,
ab jaane bhi do na ….

Sab to yehi kehte the,
ho iraade behke se,
ho jaaye jo hone na do,
usspe tum dafa chuna do
Kehte jo kehne do,
unki baatein rehne do,
aag ka ye dariya hai,
iss mein khud ko behne do
Kadam dum fisal gaye to kya,
saansein chad gayi,
galti ho gayi to kya,
Raat gayi hai baat gayi,
ab jaane bhi do na…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *