Lyrics of song

Raat Ki Baat Mulaakaat Woh Barsaat Ka Darr

raat ki baat, mulaakaat, woh barsaat ka darr – 2
shukriya mausam-e-haalat teri baahon ka darr??
raat ki baat, mulaakaat, woh barsaat ka darr
raat ki baat

(aaj bhi yaad hai simati huyi sardi ki tarah
tera aaghosh mein aana dil mein dhadkan ki tarah) – 2
?? thikaan woh barsaat ka darr
raat ki baat, mulaakaat, woh barsaat ka darr
shukriya mausam-e-haalat teri baahon ka darr??
raat ki baat, mulaakaat, woh barsaat ka darr – 2

(daud kar aayi subah tujhko lene ke liye
bhatakati saanson ne puchcha bichhad ke kaise jiye) – 2
sulagate dard ki garmi, woh barsaat ka darr
shukriya mausam-e-haalat teri baahon ka darr??
raat ki baat, mulaakaat, woh barsaat ka darr
shukriya mausam-e-haalat teri baahon ka darr??
raat ki baat, mulaakaat, woh barsaat ka darr
raat ki baat

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *