Lyrics of song

Rehguzar – Tanha Tanha Hain Yeh Safar

tanha tanha hain yeh safar
naa pher piya tu mujhse nazar
tanha tanha rehguzar rehguzar
tanha tanha hain yeh safar – 2
naa pher piya tu mujhse nazar
rabba rabba rehguzar – 2
rehguzar rehguzar rehguzar
tanha tanha hain yeh safar

dil yeh bechain hain
manzil bhi duur hain
bas teri yaad hain piya
dil yeh bechain hain
manzil bhi duur hain
bas teri yaad hain piya
jaaun main ab kidhar
mere wajood pe
gam ka libaas hai piya
manzil ke paas ab kaise main jaaunga
mushkil mein jaan hain piya
rabba rabba rehguzar – 2
rehguzar rehguzar rehguzar
tanha tanha hain yeh safar

chaha tha maine jo
paya hain maine woh
tera ehsaan hain piya
chaha tha maine jo
paya hain maine woh
tera ehsaan hain piya
mujhko hai yeh khabar
mere yakeen ki
tu hi pehchaan hain piya
khushiyon ki daur mein
tera hi saath hain
tera ehsaan hain piya
rabba rabba rehguzar – 2
rehguzar rehguzar rehguzar
tanha tanha hain yeh safar – 2
naa pher piya tu mujhse nazar
rabba rabba rehguzar – 2
rehguzar rehguzar rehguzar
rehguzar rehguzar rehguzar
rehguzar rehguzar

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *