Lyrics of song

Roshani Do Zindagi Ko

roshani roshani hain
subaha ki roshani
subaha ka noor hain yeh
dhuup ki roshani
umeedein jab jagati hain
sab khilaati hain roshani
khwaabon se jo uthaati hain
toh bulaati hain aa aa aa~
doston pukaaron dhup ko utaaron
roshani hain yaaron
aa~
raah mein kahi jo shaam ho gayi toh
dil jalana yaaron
aa~
roshni hain
roshani do – 3

aasamaan aasmaan hain yeh zameen hai zameen
laakh barse aasmaan yeh zindagi hai yahi
sadiyon ka yeh yaarana hain dostaana hai zindagi
sadiyon ne isko aa paala hai yeh ujaala hain
aa~
doston pukaaron dhup ko utaaron
roshani hain yaaron
aa~
raah mein kahi jo shaam ho gayi toh
dil jalana yaaron
aa~
roshani do zindagi ko – 2

daanaa daanaa beejenge zindagi
qatra qatra seenchenge zindagi
zindagi chalte rehna hain phalte rehna hain
aa~
zindagi
roshani do zindagi ko
zindagi phalte rehna hai phalte rehna hai
aa~
doston pukaaron dhup ko utaaron
roshani hain yaaron
aa~
sehti rehti hain
kehti rehti hain – 2
raah mein kahi jo shaam ho gayi toh
dil jalana yaaron
aa~
doston pukaaron dhup ko utaaron
roshani hain yaaron
aa~
roshani do zindagi ko …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *