Roz Mulaqatein Hoti Hain
o o o ….
roz mulakatein hoti hain baat nahi ho paati hain – 3
woh pagli mujhse milne ko sakhiyo ke sang aati hain – 2
o o o …
roz mulakatein hoti hain baat nahi ho paati hain – 2

(chanchal chal hiraniya jaisi bholi bhali lagti hain
roop ka sagar hokar bhi woh sadhepan se sajti hain) – 2
khilkar phool bikhar jaate hain woh aaise muskati hain – 2
woh pagli mujhse milne ko sakhiyo ke sang aati hain – 2
o o o …
(uski payal ki chanchan se mausam rang badalte hain
uske bindiya ki cham cham se chand aur taatrein jalte hain) – 2
khwaabo mein bhi aa jaaye toh meri neend udati hain – 2