Lyrics of song

Saara Yeh Aalam

saara yeh aalam nooraani hain – 2
berang the rang se chha gaye
the ham kahaan yeh kahaan aa gaye
jaane man mera jaanam phoolon sa kaliyan sa
saara yeh aalam nooraani hain – 2

ab yeh duniya duniya hai meri duniya – 2
ab yeh khushiya khushiya hai meri khushiya
surat surat murat murat kaise yeh khilne lagi
deepak deepak aurat aurat mandir mein sajane lagi
milne lage hai yeh donon jism-o-jaan
dekho zameen pe zuka hai aasmaan
maane na maane jaane na jaane
na jaane …
saara yeh aalam nooraani hain – 2

pyasi pyasi -2 kal kal behti nadiyan
har premi ki pyas bujhati nadiyan
pyasi pyasi kal kal behti nadiyan
har premi ki pyas bujhati nadiyan
thumak thumak jhanak jhanak pariyon ki payal baji
raunak raunak kaisi hai raunak phoolon ki mehfil saji
ho ab toh aisa sama phir na hoga yun jawaan
donon jahaan aa gaye hai lo yahaan
maane na maane jaane na jaane
na jaane …
saara yeh aalam nooraani hain – 2
berang the rang se chha gaye
the ham kahaan yeh kahaan aa gaye
jaane man mera jaanam phoolon sa kaliyan sa
saara yeh aalam nooraani hain – 2

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *