Lyrics of song

Saathi Mere Tere Bina… Jina Na Jina Haaye Raam Ji

aa aa
saathi mere tere bina tere bina tere bina
jina na jina haaye raam ji
saathi mere tere bina

chaahat ke sahara mein buund gire pyaas mujhe  aaj lage saavan jhadi ho ho
ye prem kahaani to maine likhi tuune likhi jaan-e-vafa dil mein vahi
ye jag to sataaye aur hamako rulaaye
royuun aur meri aankhon mein hanse paani
zindagi ke chaar dina jaan meri chaar dina chaar dina
jina na jina haaye raam ji

chup chup jaana nakhare na karana
raaje ki beti aayi hai milane ki rut aayi hai
odh chunar baithi dulhan sej bani dharati saajan
ho ambar ki baahon mein kaise mile khud ke gale
ek huye ham do badan
sapane sajaaye duniya bhulaaye
in baahon mein guzar jaayegi zindagaani
sau saal se bhi badi pyaar ki hai jit badi
yaara haan ji haan haaye raam ji

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *