Lyrics of song

Sainyaan Tore Angana Ki Chhaiyaan Mein

(Sainyaan Tore Angana Ki Chhaiyaan Mein) – 2
(Main Saara Jag Paayi) – 2
(Rasile Sainyaan, Rasile Sainyaan) – 2
(Sainyaan Tori Matwaari Bainyaan Mein) – 2
(Main Thodi Balkhaayi) – 2
(Rasile Sainyaan, Hatile Sainyaan) – 2
Sainyaan Tore Angana Ki Chhaiyaan Mein
(Main Saara Jag Paayi) – 2

(Sainyaan Tori Magmaati Ratiya Mein) – 2
(Sainyaan Tore Nainon Ki Batiyaan Mein) – 2
(Main Thodi Sharmaayi) – 2
(Rasile Sainyaan, Rangile Sainyaan) – 2
Sainyaan Tore Angana Ki Chhaiyaan Mein
(Main Saara Jag Paayi) – 2

(Sainyaan Tore Sapano Ki Galiyaan Mein) – 2
(Sainyaan Tore Adharo Ki Kaliyaan Mein) – 2
(Main Thodi Mehek Aayi) – 2
(Rasile Saiyaan, Chhabile Sainyaan) – 2
Sainyaan Tore Angana Ki Chhaiyaan Mein
Main Saara Jag Paayi, Main Thodi Balkhaayi
Main Thodi Sharmaayi, Main Thodi Mehek Aayi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *