Lyrics of song

Saiya Le Gayi Jiya

saiya le gayi jiya teri pehli nazar – 2
kaisa jaadu kina tune mope o jadugar
saiya le gayi jiya teri pehli nazar
kaisa jaadu kina tune mope o jadugar
saiya le gayi jiya teri pehli nazar

(pehle laga tu ek sapna sa
ab toh lage tu mohe apna sa) – 2
le chal haath pakad ke sajna chahe jidhar
saiya le gayi jiya teri pehli nazar
kaisa jaadu kina tune mope o jadugar
saiya le gayi jiya teri pehli nazar

(aa gayi balam teri baato mein
kya hain na jaane teri aankho mein) – 2
bhool gayi mein pyar mein teri apni dagar
saiya le gayi jiya teri pehli nazar
kaisa jaadu kina tune mope o jadugar
saiya le gayi jiya teri pehli nazar

(jaanu ke tu harjaai hain
sochu kyo aankh milaai re) – 2
lekin tujhko dekh bina rahe na kutch bhi khabar
saiya le gayi jiya teri pehli nazar
kaisa jaadu kina tune mope o jadugar
saiya le gayi jiya teri pehli nazar – 2

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *