Lyrics of song

Saiyya Saiyye Saiyyoni

saiyaa… saiyoni…
(sama phool khusbu kiran chand taare
aaj ki raat sab ho gaye hain humare ) – 2
yeh dilkash rawani yeh masti ka aalam
tumhare liye hi jawan hain yeh saare
saiyya saaiyye saiyyoni – 4

saiyyaa
tumse ek wada hain, ek wada tumse hain
pyar dil ko mere bahut jyada tumse hain
tumare mohabbat se mehke hue hain
humari nazar ke yeh saare nazare
saayya saaye sayyoni – 4

ek pal ke liye tum dur jana nahi
bin tumhare yeh mera dil na lagega kahin
mujhe jindagi ab meri hain jeeni
hamesh hamesha tumhare sahare
saayya saaye sayyoni – 10

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *