Lyrics of song

Sajana Saath Nibhana

sajana saath nibhana – 2
saathi meri baharon ke raah mein chhod na jaana
sajana saath nibhana – 2
saathi meri baharon ke raah mein chhod na jaana
sajana saath nibhana

aake chala jaaye zamana jo bahaar ka
phool murjhaye na tere mere pyar ka
aake chala jaaye zamana jo bahaar ka
phool murjhaye na tere mere pyar ka
aaj ke vaade sajana
aaj ki baaten sajana
bhul na jaana – 2
sajana saath nibhana – 2
saathi meri baharon ke raah mein chhod na jaana
sajana saath nibhana

waise toh hazaaron nazaren meri raah mein
ek bas tu hi samaya hai nigaahon mein
waise toh hazaaron nazaren meri raah mein
ek bas tu hi samaya hai nigaahon mein
pyar ki rasmein sajana
pyar ki kasmein sajana
bhul na jaana – 2
sajana saath nibhana – 2
saathi meri baharon ke raah mein chhod na jaana
kisne saath nibhaya – 2
dil ko ek khilona samjha
khela aur thukraya
kisne saath nibhaya

kaha ke yeh vaaden yeh kasmein kaha ki
kaha hai woh duniya yeh baaten hai jaha ki
kaha ke yeh vaaden yeh kasmein kaha ki
kaha hai woh duniya yeh baaten hai jaha ki
jhoothi nagari jhoothe jogi
preeet bhi sachhi kaise hogi
achha dhong rachaya – 2
kisne saath nibhaya – 2
dil ko ek khilona samjha
khela aur thukraya
kisne saath nibhaya

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *